26 January kyon manaya jata hai


26 January ko Bharat ka Ganatantra Diwas manaya jata hai. Yeh din 1950 mein Bharat ka Samvidhan (Constitution) lagu kiya gaya tha, jisse Bharat ganatantrik desh ban gaya. Yah din Bharat ke itihas mein mahatvapurna hai aur poore desh mein is din ko utsav ke roop mein manaya jata hai.

Comments

Popular posts from this blog

Ek sampurn manushya Kaise bane

Sahi dosti Kaise karen

Maggi banana sikhen